Skip to main content

BEKHAYALI LYRICS – Kabir Singh


“BEKHAYALI”

Singer – Sachet Tandon

Album – Kabir Singh

Lyricist – Irshad Kamil

Music – Sachet-Parampara

बेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
“क्यूँ बिछड़ना है ज़रूरी?” ये सवाल आए
तेरी नज़दीकियों की ख़ुशी बेहिसाब थी
हिस्से में फ़ासले भी तेरे बेमिसाल आए

मैं जो तुमसे दूर हूँ, क्यूँ दूर मैं रहूँ?
तेरा गुरुर हूँ
आ तू फ़ासला मिटा, तू ख्वाब सा मिला
क्यूँ ख्वाब तोड़ दूँ?

बेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
“क्यूँ जुदाई दे गया तू?” ये सवाल आए
थोड़ा सा मैं खफ़ा हो गया अपने आप से
थोड़ा सा तुझपे भी बेवजह ही मलाल आए

है ये तड़पन, है ये उलझन
कैसे जी लूँ बिना तेरे?
मेरी अब सब से है अनबन
बनते क्यूँ ये खुदा मेरे?

ये जो लोग-बाग हैं, जंगल की आग हैं
क्यूँ आग में जलूँ?
ये नाकाम प्यार में, खुश हैं ये हार में
इन जैसा क्यूँ बनूँ?

रातें देंगी बता, नीदों में तेरी ही बात है
भूलूँ कैसे तुझे? तू तो ख्यालों में साथ है

बेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
“क्यूँ बिछड़ना है ज़रूरी?” ये सवाल आए

नज़र के आगे हर एक मंज़र रेत की तरह बिखर रहा है
दर्द तुम्हारा बदन में मेरे ज़हर की तरह उतर रहा है
नज़र के आगे हर एक मंज़र रेत की तरह बिखर रहा है
दर्द तुम्हारा बदन में मेरे ज़हर की तरह उतर रहा है

आ ज़माने, आज़मा ले, रूठता नहीं
फ़ासलों से हौसला ये टूटता नहीं
ना है वो बेवफ़ा और ना मैं हूँ बेवफ़ा
वो मेरी आदतों की तरह छूटता नहीं

“Bekhayali”
(from “Kabir Singh” soundtrack)

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Main jo tumhse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon oo…

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun judai de gaya tu ye sawal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye

Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmm…

Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun…
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain ye haar mein
Inn jaisa kyun banun oo…

Raatein dengi bata
Neendo me teri hi baat hain
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalo me saath hai

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye

Nazron ke aage har ek manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan me mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Nazron ke aage har ek manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan me mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Aa zamane aazmaale rooth ta nahi
Faaslon se hausla ye toot’ta nahi
Naa hai woh bewafa aur naa main hoon bewafaa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahi

Bekhayali Song Video


Popular posts from this blog

Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Lyrics in English by Kumar Sanu

  Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Lyrics in English by Kumar Sanu  is a Popular 90s Hindi song from 1942 A Love Story movie, featuring Anil Kapoor, Manisha. Music composed by R. D. Burman and Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Lyrics written by Javed Akhtar. Song Ek Ladki Ko Dekha Artist Kumar Sanu,R.D. Burman Album Classic Love Songs - Vol. 6 Writers Javed Akhtar, Pancham Album 1982 A Love Story Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Lyrics Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ladki ko dekha to aisa laga Jaise khilta gulaab Jaise shayar ka khwaab Jaise ujali kiran Jaise ban mein hiran Jaise chandni raat Jaise narmi baat Jaise mandir mein ho ek jalta diya.. Ho.. ek ladki ko dekha to aisa laga Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ladki ko dekha to aisa laga Jaise subah ka roop Jaise sardi ki dhoop Jaise veena ki taan Jaise rangon ki jaan Jaise balkhaayen bel Jaise lehron ka khel Jaise khushboo liye aaye thandi hawa... Ho.. ek ladki ko dekha to aisa laga Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ...

Yeh Dua Hai Meri Rab Se Lyrics in English - Kumar Sanu

  Yeh Dua Hai Meri Rab Se Lyrics in English by Kumar Sanu & Alka Yagnik  is a Popular 90s Hindi song. Yeh Dua Hai Meri song from Sapne Saajan Ke movie and the song featuring Karishma Kapoor, Rahul Roy. Music composed by Nadeem-Shravan and Yeh Dua Hai Meri Lyrics written by Sameer. Singer:            Kumar Sanu,  Alka Yagnik Movie:            Sapne Saajan Ke Lyrics:              Sameer Composer:      Nadeem-Shravan Label:             Eros Now Starting:         Karisma Kapoor, Rahul Roy Yeh Dua Hai Meri Lyrics Yeh dua hain meri rab se Tujhe aashiqon mein sab se Meri aashiqui pasand aaye Meri aashiqui pasand aaye Yeh dua hain meri rab se Tujhe aashiqon mein sab se Meri aashiqui pasand aaye Meri aashiqui pa...

Mere Mehboob Qayamat Hogi Lyrics in English - Kishore Kumar

  Mere Mehboob Qayamat Hogi Lyrics in English  by Kishore Kumar is a Popular 90s Hindi song from Mr. X in Bombay movie and featuring Kishore Kumar. Music composed by Laxmikant-Pyarelal and Mere Mehboob Qayamat Hogi Lyrics written by Anand Bakshi. Mere Mehboob Qayamat Hogi Lyrics Mere mehboob qayamat hogi Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi Meri nazrein to gila karti hain Tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi Mere mehboob... Teri gali maein aata sanam Nagma wafa ka gaata sanam Tujhse suna na jaata sanam Phir aaj idhar aaya hoon magar yeh kehne main deewana Khatam bas aaj yeh wehshat hogi Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi Mere mehboob... Meri tarah tu aahen bhare Tu bhi kisi se pyar kare Aur rahe woh tujhse parey Toone o sanam dhaye hain sitam to yeh tu bhool na jaana Ki na tujhpe bhi inayat hogi Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi Mere mehboob qayamat hogi Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi Meri nazrein to gila karti hain Tere dil ko bhi sanam tu...